Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018

Hello Friends to kaise aap log ummid karta hon ke  aap log thik hi honge . To Aaj ham baat karne wale kuch earning se related topic ke bare me jaisa ki aap log jaante hai ki aaj kal offline se jaida online me earning hoti he bahut sare log online earnig karte hai to issi liye maine socha ki keu na me bhi aap log ko bataon ki aap bhi online paisa kaise kama sakte hai.


Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018
Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018


To aaj ham baat karne wale hai Fiverr ke bare me. Ab app sochenge ki Fiverr kiya hota he , And Fiverr Se Paise Kamate he , Fiverr kaise kaam karta he , Fiverr me kon – kon log work kar sakte he. Ye saari information iss article me jaanege to chahye start karte hai.

1.  Fiverr Kiya Hota Hai.

Fiverr ek freelancing website he jahan pe log aa kar apna kaam ko karwate hai. to aap to jaante hi honge ki kissi bhi kaam ko pura karne ke liye kissi employ ki jarorat hoti hai. To ham jaise log Fiverr pe jaate he or uss company/ men ka work ko pura karte hai to wo log hame paise dete he. Fiverr pe jaa kar aap apna kaam ko kissi se bhi karwa sakte hai.

Fiverr me kissi bhi chote se kaam ko karne ka minimum price 5$ dollor hota hai. or maximum Unlimited , ji han friends aap yahan pe unlimited earning bhi kar sakte hai. agar aapka kaam bahut bara ho to. ya phir agar aap ek pro seller ban jaate he to bhi aap bahut hi achache paise kama sakte he Fiverr se. 



Fiverr ek bahut hi achacha or bharose mand freelancing website he. Fiverr se bahut sare log Lakh me earning karte hai. Agar aap ke paas koi bhi skills he to aap ussi kaam ko karke fiverr pe paise kama sakte hai.

2.  Fiverr Se Paise Kaise Kamaye. 

Fiverr Se Paise kamane ke liye aapke paas koi sa bhi skill hona chahye ye bahut jarori hota keu ki agar aapke paas koi bhi skill nahi hoga to aap kisi or ka work ko kaise pura karoge. ab ek example -: Ab maan lijye ki mujhe Logo banwana he to me Fiverr ko visit karonga or me koi achache se logo banane wale ho khojunga. To agar aapko logo create karna aata he to he to aapke gig ko me dekhonga or phir aapko logo banane ka order donga. 

Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018
Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018


Phir agar aap mujhe logo bana kar dete he to me aapko paisa donga. to ab aap samajh gaya honge ki Fiverr Se Paise Kaise Kamate hai. To chalye ab ye jaan late hai ki Fiverr se paise kamane ke liye kon- kon se skill ki jarorat hoti he. Agar Aap ke paas isme koi ek skill bhi he to aap fiverr se earning kar sakte hai. 
  1. Logo Designing  
  2. Data Entry
  3. Video Editing
  4. Photo Editing
  5. Photoshop
  6. Web Designing
  7. Website Development
  8. Seo
  9. Digital Marketing
  10. Video Making 
  11. Article Writing
  12. Wordpress
  13. App Development
Ye sab kaam aap shikh sakte agar aap ko inme se koi bhi chij pe achache tarha se knowledge he to aap abhi fiverr pe paise kamana start kar sakte hai. Fiverr se earning ke liye aap ek seller account ko banana hoga ta ki aap bhi apna knowledge sell kar sake isske liye aapko Fiverr.com me jana hoga or wahan se apna account create karna hoga. 

3.  Fiverr Kaise Work Karta Hai.

Jaise ki maine pahle bhi bataya ki Fiverr pe aapka Gig sell hota he to aapko Earning hoti hai. Agar aapka Product/Gig 5$ ka he to aapko only 4$ hi milega and 1$ Fiverr khud rakh lega. issi tarha aapka gig jitna jaida expensive hoga utna hi aapko earning hogi and Fiverr ko bhi jaida earning hogi. 

Lakin Fiverr ek or method se paise kamata jo ki he Gig Promotion. To chalye ab ye jaan late he ki ye gig promotion hota kiya hai. Sabse simple word me kahe to Fiverr kisi bhi gig ko promot karta hai. Ab jaise aapko apne gig ko promot karwana he to aap Fiverr se kaho ge ki mera Gig ko promot kardo or oske badli me Fiverr aapse paise lega. To iss tarha se bhi Fiverr paise kamata hai. 

Agar aap fiverr ka account create kar lite hai to ab aap ko apna GIG create karna parta hai ab aap bolo ge ki gig hota kiya hai ( jo bhi aap ka skill he ya jo aap logo ko sell karne wale ho oske bare me batana ki mai itne days me ye kaam karonga or itna paisa aapse longa yehi sab fill karna hota he ossi ko GIG kahte hai ) agar aap fiverr pe bahut sare gig bana lete hai to aapki earning bahut honi lagti he keu aap utne sare chij ki service dene lagte ho. To bas aap ye hi soch lijye ki mujhe Fiverr pe bahut sare gig create karne hai. 

To bas Friends aaj ke article me itna hi milte apne ek new article ke sath. lakin han ek or baat agar aapko Fiverr se related jitne bhi quations he wo mujhe comment kar ke bata sakte hai me oska reply de donga. 



Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018 Fiverr Kiya Hai Aur Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi 2018 Reviewed by Saquib on July 25, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.